Aapne sahi kaha hai ki dunia ki nazar mein aksar "aise logo ko wo mukam nahi milta jo apni jaan dusro ke liye khatre me daal de".
Par aisa bhi ho sakta hai ki doosron pe jaan dene wale deewanon ka mukam kuch aur hi hota jo ho dunia ko nazar nahin aata, varna marte samay inki aankhon mein maut ka khauf hota. Aur haqeekat mein yeh badi shaan se maut ko bhi gale lagate hain naa ki dar ke jaan dete haine.